Maa aur Behn
Episode 99
thee….iss doran jo ek acchi khabar aye wo ye thee ki sabeena ke wajhe
se muje bank wo job mil gaye thee…jiska wada sabeena ne mujse kiya
tha…nazia ke ammi ke mout ke baad abbu ne dunaya daar rakhane ke
liye 2 month aur wait karne ka fainsla kiya….iss doran meri traning shuru
ho chuki thee…. Nazeeba bhee 10th ke exam mai pass ho gaye thee….
Par usne college join nahi kiya tha….kyonki nazia ko abhi khud ko
maloom nahi tha ki, wo issi city main apne purane ghar par rahege yaan
phir islambaad main…phir wo yaha rahege wahi college mai nazeeba ke
admission karwana tha….nazia ne islambaad main transfer karwane ke
liye application de rakhi thee….nazia ke ammi ke fout ke ek month baad
nazia aur abbu ne divorce le liya tha….par ye baat abhi bahar waalo se
jahir nahi kee thee…phir ek din nazia ke application manzoor ho gaye
aur nazia ke transfer Islamabad ke bajaye….lahore main ho
gaye….nazia ke ammi apni sari zameez jaydaaat nazeeba ke naam kar
gaye thee….
Nazia ne islmabad wala aur humari city wala apna ghar bech ke lahor
mai ek do manzila ghar khareed liya tha..aur baki ke payse nazeeba ke
naam jama karwa diye thee…aur nazeeba ke wahi admmison karwa dee
thee….abbu ne jab meri samane apni dusra nikhaah karne ke khawaish
rakhi toh, maine unse kaha ki, muje koi aitraaz toh nahi hai….par mai
abb kuch waqt ke liye akela rehana chatha hun….aap nikhah kar lain
muje koi problem nahi hai…
Meri tranning bhee poori ho chuki thee….maine bhee sabeena se keh
kar apni transfer Lahore mai karwa lee thee….phir akharkar wo din aa
hee gaya….jab mai ghar se pehali baar apne dum par bahar jaa raha
tha….apni jindgi ke naye shurwat karne…muje nahi pata tha ki, jiss raste
par mai chal padha hun….wo rasta muje meri manzil tak le bhee jayega
yaa nahi….uss din maine subhe-2 apna samaan do bade bags main
pack kiya aur abbu se izaazat lekar ghar se nikala toh, dekha ki, faiz
bahar car lekar khada tha… faiz mujse gaale mila aur usne mere hatho
se bag pakad kar car main rakhe….aur phir mai faiz ke sath car mai beth
kar city tak aya….
Faiz bhee mere ayse jane se kafi dukhi tha….aur sath hee khus bhee tha
ki, akhar mai apne pairo par khada ho gaya hun….bus stand par phunch
kar maine Islamabad ke liye bus pakadi…uss din mai sham ko Islamabad
phuncha…uss waqt mere pass waha rehane ke liye koi arrangement
nahi tha….mere pass sirf pehale month ke salary thee… pehali raat
maine hotel main room lekar gujari….aur agali subhe mai jab tayar hokar
hotel bank ke liye nikala toh, aap isse meri kismet hee samnjaye ki, abhimai bank ke entry point par phuncha hee tha ki, mera amana samana
nazia se hua…muje dekhate hee uska rang ek dum se udh gaya….
Muje bhee samaj main nahi aya ki, mai kayse react karo….isse pehale ki
mai kuch bolata toh, nazia ne badi hee sakhat andaz main mujse
kaha…”sameer abb tum yaha kya laine aye ho…please chale jaow yaha
se…mai tumhe bhool chuki hun..please ayse mere samane aakar muje
mera beeta hua kal yaad naa dilao….” Aur phir wo bina kuch bole ander
chali gaye….uske jane ke baad main ander gaya aur seedha branch
manager ko report kiya…aur apna joining letter diya….
Uske branch manager ne muje sare staff se milwaya…jisme nazia bhee
shamil thee.. aur jab use ye baat pata chali ki, muje bank main job mil
gaye hai….toh, nazia ke face expression change ho gaye….muje nahi
pata ki wo khus thee…yaan phir shocked ho gaye thee….mai apne kaam
mai busy ho gaya….iss doran dophar tak koi khaas baat naa
hui….dophar tak baki ke sare staff se acchi tarah intro bhee ho gaye
thee…. Lunch time mai jab logo khanna khane lagee toh, sabhi logo ne
mujse khanne ke liye poocha. Par maine unhe thanks keh kar mana kar
diya….
Nazia baki staff ke sath lunch karte hue bade gore se meri taraf dekh rahi
thee…. Muje aachi tarah yaad hai ki usne lunch bhee theek se nahi kiya
tha….lunch ke baad sabhi staff ke log bahar chai peene ke liye chale
gaye….mai apne desk par betha hua tha…. Ki nazia mere pass
aye….”congrats sameer….” Nazia ne mere pass akar chair par bethate
hue kaha….
Mai: thanks….
Nazia: khanna kyon nahi laye sath…
Mai: maine subhe nasta jayada kar liya tha….isliye abb khanna khane ka
mood nahi hai
Nazia: kaha ruke ho….
Mai: filhaal toh hotel main room liya hai….mai kal sham ko hee yaha
phuncha tha…
Nazia: ye toh problem hai…koi rent par ghar yaa portion dekh lo….
Mai: haan dekh lunga…tumhe mere liye pershan hone ke jaroorat nahi
hai….
Maine dusri taraf face kar liya….nazia kuch der waha khamosh bethi rahi
aur phir uth kar chali gaye….sham ko maine bank ke staff ke sare logo
se keh diya ki, muje koi room yaan koi poora portion rent par dilawa
daine…. Issi tarah 3-4 din gujar gaye…par muje naa toh kahi ghar rent
par mil raha tha aur naa hee single room mil raha tha….hotel mai rehanabhut mehanga padh raha tha….5 din jab bank band hone ke baad mai
bank se bahar nikala toh, muje bank ke peon farah ne muje awaz dee….
Farah ke age 40 saal ke kareeb thee….uske shohar ki fout kai saal
pehale ho chuke thee….uske 1 beta aur 2 betayan thee……dono betyon
ka nikhaah ho chukka tha….
Farah dikhane mai kuch khaas naa thee…..farah ke awaz sun kar jab
main ruka toh, wo mere pass aye aur phir kuch dair sochane ke baad
boli…”aapko room mila yaa nahi…”
Mai: nahi abhi tak nahi mila tumhari nazar main koi hai toh bataow…
Farah: jee hai toh sahi….par….
Mai: par kya….
Farah: jee wo room toh mere ghar par hai…..par….
Mai: kya agar aapke ghar main room khali hai toh, aapne muje pehale
kyon nahi bataya….
Farah: jee wo darasl muje baat karne mai jijak ho rahi thee….
Mai: kayse jijak….
Farah: darsal mera ghar jayada bada nahi hai….aur muje pata nahi ki
aapko pasand ayega yaa nahi….shayad wo apke rehane layak jagah ho
hee naa….
Mai: isme kon se jijakane wali baat hai….mai ek baar dekh laita hun…
agar pasand aa gaya toh, phir waha shift ho jaunga….wayse bhee kitane
din hotel main rahunga…
Farah: toh kab dekhoge....
Mai: aaj hee dikha do…nahi toh muje hotel ke room ka kal ka rent bhee
daina padhega.
Farah: jee durast hai….aap chalaye mere sath….
Mai waha se farah ke sath uske ghar aa gaya….uska ghar badi hee
ajeeb se mohalle mai tha….aysa lag raha tha…..jayse mai kissi gareebo
ke basti main aa gaya hun…khair thodi der baad farah ek ghar ke
samane ruki…aur gate ko khatkhataya toh thodi der baad ek aurat ne
gate khola….jayse hee hum dono ander dakhil hue, toh farah ne uss
aurat ke taraf dekhate hue kaha….”jee ye meri devarani hai….yara….”
uss aurat ne muje halki se smile ke sath dekha aur salaam kiya…maine
wahi khade-2 ek hee pal main poore ghar ka jayza le liya….
Ghar mai peeche ke taraf do room thee …aur sath kitchen main aur
barmada tha….agge gate ke pass ek taraf bathroom aur toilet tha…aur
dusri taraf ek chota sa room tha,…” aaye aap pehale room dekh lain….”
Farah ne meri taraf dekhate hue kaha…aur phir muje gate wale room ke
ander le gaye….”yara tum chai bana kar le aow….” Farah ne room ke
ander jate hue kaha…..room ke halat kafi kharab thee….muje nahi pata
tha ki, mai yaha reh bhee paunga yaa nahi…mai abhi dil main yahi soch
raha tha ki, mai yaha par kayse rahungha…….par shayad farah ne mere
soch ko padh liya tha…
Farah: muje pata hai ki, ye room aapke rehane ke layak nahi hai….par
jab tak aapko koi aur room nahi mil jata…aap yaha reh sakte ho….agar
aap chaho toh,……
Maine bhee dil hee dil mai socha….ki farah theek keh rahi hai….uss
mehange hotel main roj ke 600 rs dekar rehane se behatar toh yahi
rehana theek hai…jab koi dhang ka portion yaa room mil jayega….tab
yaha se shift kar jaunga….farah uske baad muje apne room main le
gaye….aur muje chair par bethane ke liye kaha….mai chair beth gaya…
farah kitchen main chali gaye…pata nahi kyon par muje waha bada ajeeb
sa mahsoos ho raha tha…khair chai peekar maine waha se izaazat lee
aur waha se hotel main aa gaya….abhi mai kuch decide nahi kar paa
raha tha ki kya karun….
Agli subhe jab mai bank phuncha toh, mere sath kaam karne wale ek
adami ne muje poocha….”yaar maine tumhe kal farah ke sath uske ghar
ke taraf jate hue dekha…. Kahi mera weham toh nahi hai….”
Mai: haan mai gaya tha uske sath….wo uske ghar par room khali hai….
Adami: kya…tum uske ghar par rahoge….(uss adami ne chonkate hue
mujse kaha…)
Mai: kyon kya hua….isme itana shocked hone wali kya baat hai…yaar
hotel mai kitane dino tak rahunga….
Adami: chonkane wale baat hai isse liye keh raha hun……meri baat
mano waha rehane se accha toh yahi hai ki tum kuch din taangi kaat kar
usi hotel main tehar jaow….
Mai: kyon par akhar baat kiya hai….
Adami: yaar wo aurat theek nahi hai…samaja karo…
Mai: theek nahi hai mai samanja nahi hai….
Adami: yaar uska character theek nahi hai…..wo khud toh badnaam hai
hee tumhe bhee badnaam kar degi….
Mai: accha yaar muej pata nahi tha….
Adami: tum naye ho sameer….isliye mera faraz banata hai ki mai tumhe
iss baat se agaah karwaa dun…..tum waha uske ghar par mat jana….
Mai: theek hai….par….
Adami: sameer tum do teen aur sabar kar lo….maine apni biwi ko bhee
diya hai ki, koi aaccha sa portion mohale main doondhe dai….
Mai: thanks….Adami: isme thanks ke kiya baat hai….
Khair uske baad mujse ek female clerk ne bhee baat kee aur usne bhee
muje farah ke ghar naa jane ke salaah dee…..uss din aur koi khaas baat
naa hui…uss din jab bank band hone kee baad mai bank se bahar nikala
toh farah ne mere pass akar mujse kaha… “toh phir kya socha
aapne…..? “
Mai: jee wo abhi tak kuch socha nahi hai….mai aapko kal tak bata
dunga,….
Farah: jee….
Farah ke jane ke baad jasye main bus stand ke taraf jane laga toh, mujse
nazia ne peeche se pukara…..mai nazia ke awaz sun kar ruk gaya…wo
mere pass aye aur mere taraf dekhate hue boli….”wo farah kya keh rahi
thee tumse…”
Mai: wo uske ghar mai ek room khali hai….soch raha hun wahi room rent
par le loon…
Nazia: nahi sameer tum uske ghar par nahi jaowge….
Mai: tum kon hoti ho muje rokane wali…
Nazia: muje pata hai mai tumhe kissi haq se waha jane se rok nahi
sakti…par ek insaan hone ke haisat se ye mera faraz hai ki, mai tumhe
agaah kar dun ki, wo sahi aurat nahi hai…tumhe badanaam kar degi
wo….
Mai: dekho tum apne kaam se kaam rakho….muje pata hai ki sahi kya
hai aur galat kya hai…agar mai uska room rent par naa bhee loon toh
jaow kaha…tumhe pata hai hotel ka ek din ka rent 600 rs hai…kab tak
hotel mai rahunga…..
Nazia: sameer kahi aur room dekh lo….itana bada sahar hai…par
tumane waha nahi jana….
Mai: accha phir muje apne ghar par rehane kyon nahi de deti….
Nazia: nahi sameer ye possible nahi hai….
Mai: theek hai jaow phir aapna kaam karo….aur muje apna kaam karne
do….
Nazia: (jayse mai jane ke liye muda toh nazia ne phir se muje pukara…)
sameer ruko toh sahi….
Mai: haan bolo….
Nazia: accha theek hai….tum muje kal subhe tak ka waqt do….mai karti
hun kuch….
Mai: theek hai….
Uske baad mai waha se nikal kar hotel mai aa gaya….wo raat bhee asye
hee kat gaye…. Agle din jab bank band hua toh, nazia mere pass
aye…”sameer tum ghar aa sakte ho… maine ooper wali manzil par ek
room saaf kar diya hai…tum apna samaan lekar aa jaow….” Uske baad
nazia ne muje apne ghar ka address diya aur chali gaye….
Nazia ke baat sun kar mai itna khus hua tha ki, mai usko lafzon main
byaan nahi kar sakta…nazia ke jane ke baad mai hotel mai gaya aur
waha se apne bags lekar bill pay kiya aur rickshawa lekar nazia ke ghar
phunch gaya….mai rickshaw ne neeche utara usko payse diye aur phir
apne bags utha kar maine door bell bajai toh, thodi der baad nazia ne
gate khola….”ander aa jaow sameer….” Nazia ne mere ander anne ke
baad gate band kiya….aur muje seedha ooper le gaye…mere nazare
nazeeba ko talash kar rahi thee….par wo muje neeche nazar nahi aye…
ooper phunchane ke baad nazia muje ek room mai le gaye….aur muje
room dikhate hue boli….
Nazia: sameer ye hai tumhara room….
Maine bag neeche rakha aur nazia ke taraf dekhate hue bola…”theek hai
rent kitana logi…” nazia ne meri taraf kha jane wali nazaro se dekha…
aur phir kuch der sochane ke baad boli….” Sameer mai tumhe yaha
rehaane ke liye iss liye nahi raazi hui ki muje chand paiso ka laaalch
hai…”
Mai: toh phir kis liye rehane de rahi ho….
Nazia: sameer jaha tum jana chaah rahe thee…wo jagah theek nahi
hai….ye bathroom hai…
Nazia ne room ke attasoorakh bathroom ka door kholate hue kaha….aur
muje bed par bethane ko kaha…”betho muje tumase kuch jaroori baat
karni hai…”
Mai: haan bolo….
Nazia: dekho sameer agar tum yaha rehana chathe ho….tumhe kuch
baato ka dhayan rakhana hoga…..
Mai: haan bolo….
Nazia: dekho sameer ye room tumhara hai….aur muje yakeen hai ki, tum
iss room ke had tak hee rahoge….abb humare beech koi rista nahi hai…
acche insaan ke tarah apni job par dhayan do….aur haan nazeeba se
door rehana….isme tumhara aur humara dono ka fayda hai….
Mai: theek hai jayse tum kaho….
Nazia: tum mere liye sirf ek kiraydaar ho…usse jayada kuch nahi….
Mai: accha toh phir kiraya bhee bata do….
Nazia: theek hai….agar tum yahi chathe ho toh 2000 rs mahina de
daina….
Mai: theek hai….Nazia: tumhe chai nasta ooper hee mil jayaga….neeche anne ke jaroroat
nahi…
Mai: uski jarooat nahi….wo mai bahar se kar liya karunga….
Nazia: jayse tumhari marazi….(nazia ne bade rude lejahe main kaha aur
neeche chali gaye…mai chup chap wahi betha raha….)
Phir uth kar apna samaan set kiya….dosto din issi tarah gujarane
lagee…. Subhe uth kar tayar hokar bank jana…raste main nasta
karna….aur phir bahar raat ko hotel mai khana kha kar wapis aana…
ooper jane ke liye seedyan gate ke pass hee thee…neeche ghar ke
ander jane ke izaazat muje nahi thee….nazia ne muje behad sakhati se
mana kiya tha…nazia mujse rude lehaje mai baat karti thee….1 month se
ooper ho chukka tha…aur par abhi tak maine nazeeba ke shakal bhee
nahi dekhi thee….pata nahi kyon par nazeeba ne bhee mujse milane mai
koi dilchaspi nahi dikhai thee….
Sirf do teen dafa uski awaz jaroor suni thee…jab wo apni ammi ko pukar
rahi hoti… jab usske awaz suntan toh dil karta ki doud kar neeche
jaow….aur use apne baahon main le laun…par nazia ko kiye hue wade
yaad karke maan maar kar beth jata…mai july mai Islamabad aya
tha….aur muje yaha aye hue 5 month ho chuke thee….dhere-2 nazia ke
lehaje mai bhee narami aane lagee thee…wo kabhi kabhar mera haal
chaal pooch liya karti thee….mai bhee usi rude andaz main use jawab de
deta tha…ooper se mai yahi jahir karne ke kosish karta tha ki, abb muje
bhee unki koi parwah nahi hai…par ander hee ander se mai hamesha
nazia aur nazeeba se baat karne ko tarasta tha….
Inn 5 maah main maine ek baar bhee nazia ke samane ye jahir nahi
hone diya ki, mai usse baat karna chatha hun….bank main bhee jab
nazia kissi bahane se mujse baat karti toh, mai usko jayada lift naa
diata….aur side mai ho jata…nazia bhee iss baat ko note kar rahi
thee….uske shakal soorat dekh kar muje ahsaas ho jata tha ki, wo bhee
ander hee ander ghut rahi hai….din ayse hee kat rahe thee….dec ka
month aa chukka tha… uss din muje yaad 20 dec ka din tha…jiss din
mere jindgi mai ek aur bada hadsa hua… uss din subhe-2 nazia ooper
aye….uss waqt mai bathroom se nahar kar bahar nikal raha tha…aur
maine kamar par towel par lapiat rakha tha….
Jayse hee mai bathroom se nikal kar room mai aya toh, nazia room main
dakhil hui… aur muje uss halat main dekh kar bahar jatye hue
boli…..”sorry wo mai…”
Mai: ruko ek minute…(maine apne kapdhe pehane aur nazia ko awaz
dee….) aa jaow..Nazia: (room ke ander aakar….) sameer hum kuch dino ke liye bhai ke
ghar jaa rahe hai…neeche ke room maine lock kar diye hai…ye bahar ke
main gate ke key hai…
Nazia ne meri taraf key badhate hue kaha….”waha table par rakh do….”
Maine nazia ke taraf dekhe bina hee kaha….nazia ne keys table par
rakhi aur khadi ho gaye… aur phir kuch sochane lagee….maine nazia ke
taraf dekha toh, nazia ne nazare jhuka kar kaha..”sameer apna khayal
rakhana…..” mai nazia ke baat sun kar chupp raha….aur nazia mooh
lataka kar neeche chali gaye…subhe 10 baje nazia aur nazeeba dono
chali gaye…bank bhee 3 dino ke liye band tha…nazia ke jane ke kuch
der baad bank mai kaam karne wale ek ladke ka phone aya…jo mera
dost ban chukka tha….wo mera hee hamumer tha…
Usne mujse poocha ki, yaar aaj film dekhane ka program banate hai…
program phone par hee set ho gaya….wo bike lekar ghar par hee aa
gaya….mai use apne room main ooper le aya…aur use kuch der
bethane ko kaha….mai abhi tayar nahi hua tha… mere kapdhe bhee
press nahi thee…maine jaye hee kapdhe press karne ke liye press ke
taar ko socket main lagya toh, muje current ka jabardast jhatka
laga….press ke wire crack ho gaye thee….jiski wajhe se muje shock laga
tha,….mai peeche uchal kar table par pasalyon ke wajan par gira….aur
behaosh ho gaya….
Uske baad muje kuch yaad nahi jab ankh khuli toh mai hospital main
tha….meri paslyon mai gehari chotaye aye thee….par **** ka sukar tha
ki, pasalya tooti nahi thee… mere dost ne mujse mere ghar ka number
manga ki, wo mere ghar itlaah kar de…par maine use mana kar diya…
phir jab wo nazia ko phone karne laga toh maine use sakhati se mana
kar diya….khair mai 2 din hospital main raha….aur phir 3 din muje
hospital se chutti mil gaye…mera hath bhee jal gaya tha…pasalyon mai
abhi bhee soojan thee… par mai pehale se behatar ho chukka tha….
Muje chalane phirane main dikkat hoti thee…teesre din sham ko nazia
ghar wapis aa gaye…. Wo akeli ghar aye thee….nazeeba ke chuttaya
chal rahi thee…shayad wo isse liye neelam ke ghar ruk gaye thee….agle
din mai rickshaw karke bank puhncha toh, waha muje muskil se chalet
hue dekh kar nazia ko shak ho gaya….nazia ne mujse poocha
bhee….par maine use mana kar diya ki kuch nahi hua sirf nas khich gaye
hai… do din aur beet gaye…abb dard bhee khatam ho chukka tha…hath
bhee theek ho gaya tha….uss din jab raat ko main hotel se khanna kha
kar ghar aya toh, nazia ne gate khola….
Jayse hee mai ooper jane laga toh, nazia ne gate ke kundi band kee aur
continue
0 Comments