Maa aur Behn - Episode 3

Maa aur Behn 

Episode 3



Mai: nahi rehane do…mujse tablet nahi khai jati…

Najeeba abhi wahi khadi thee…mai bed se utha aur uth kar jaise hee

light on kee toh, najeeba jo ki mere taraf dekh rahi thee…usne apne

nazare jhuka lee….tab muje ahsaas hua ki, mai sirf underwear main bed

par laita hua tha….mera lun jo ke under wear main bada sa tambu

banaye hue tha…uski shape saaf nazar aa rahi thee….muje jab apni

galati ka ahsaas hua toh, maine jaladi se towel utha kar apni kamar par

lapait liya…” sorry wo main….” Isse pehale ki main kuch bol

pata….najeeba bol padhi…. “its ok…”

Mai: nahi najeeba…..phir bhee muje iss baat ka dhayan rakhana chahye

tha ki, tum room main ho….aur main kiss halaat main tha….please muje

maaf kar do….

Najeeba: its ok…aap bahir toh nahi thee naa….apne hee room main

thee…aap apne room main jaise chahain reh sakate hai….

Mai: phir bhee tumhare samane muje aisi halat main nahi hona chahye

tha…tumhe bura laga hoga….

Najeeba; (abhi bhee sar jhukaye hue khadi thee….uske gaal laal seb ki

tarah surkh hokar dehak rahe thee…uske honto par halki se muskan

pheli hui thee….) nahi toh muje kyon bura lagega…

Mai: (najeeba apne sath itana open dekh kar meri bhee himmat badhane

lagee thee… maine bhee andhere main nishaana lagaya…) accha aagar

tumhe bura nahi laga toh, phir sar kyon jhuka liya muje dekh kar….

Najeeba ne ek baar sar utha kar meri taraf dekha aur phir nazare jhuka

lee….aur bina kuch bole jane lagee….main door ke pass khada tha…

jaise hee wo mere pass se gujarane lagee toh, maine uska hath pakad

liya….ye pehali daffa tha jab maine najeeba ko chua tha….isse pehale

maine kabhi najeeba ko touch tak nahi kiya tha….aur jab maine uska

hath pakada toh, uska poora jisam kanap gaya…jise maine saaf

mahsoos kar paa raha tha..lekin usne mere hath se apna hath churwane

ke kosish nahi kee…. Usne mere ankho main jhanka aur ladkhadati awaz

main boli….”jee…” usne phir se nazare jhuka lee….”najeeba muje tumse

jaroori baat kehani hai…” maine apne ander himmat jutate hue

kaha….”jee kahaye….”

Mai: jao pehale chai pee aao….baad main baat karte hai….

Maine najeeba ka hath chor diya…aur apni tshirt aur half pent utha kar

pehane laga… najeeba bahar jaa chuki thee…maine kapdhe pehane aur

chai peene laga….nov ka mahina shuru hua tha….humara gaon ke

asspaas ke ilake main bhut sari nehare behati thee…isliye sardi abhi se

badh chuki thee…chai peene ke baad maine khali cup uthaya aur kitchen main chala gaya…waha khali cup rakh kar ooper chhat par chala gaya…

aur chhat par jaha se sehan nazar aata hai….waha diwar ke pass khada

ho gaya…thodi der baad muje najeeba apne room se bahar nikalati hui

dikhai dee…jaise hee wo bahar aye toh, uski nazar fori tor par ooper

padhi….aur jab humare nazare mili toh, muje yaad aya ki, maine najeeba

ko baat karne ke liye kamare main bulaya tha…

Mai soch raha tha ki, maine najeeba ko bula toh liya tha….lekin abb usse

baat kiya karun…kaise baat shuru karun…kya kahun….kaise words use

karun….ki use bura bhee naa lage…ho sakta hai jo main soch raha

hun….aisa kuch bhee uske jehan main ho hee naa…aur wo sab mera

weham ho…kahi najeeba mujse naraz naa ho jaye…abbu toh iss

mamale main shuru se bhut jalim rahe hai…..wo toh muje kabhi nahi

bakshenge. Agar najeeba ne kuch abbu yaan apni ammi ko bol

diya….main maan hee maan soch raha tha ki, dekhata hun ki najeeba

mujse baat karne ke liye ooper chhat par aati hai… yaan nahi…agar wo

chhat par khud aa jaye toh, kam se kam 10 % chance toh banate hai ki,

main jo soch raha hun…wo theek hai….lekin usse baat kiya

karunga….bhut sochane samajane ke baad muje bilakhir ek rasta mil

hee gaya….


Wo rasta bhale hee lamba tha….lekin uss raste par safar karke muje

apni manzil tak phunchane main madad jaroor mil sakati thee…abhi main

yahi sab soch raha tha ki, muje najeeba nazar aye….isse pehale ki wo

ooper dekhati….mai peeche hat gaya… aur charpai par beth gaya…

humara ghar ki chhat padosh ke gharo se koi 3-4 foot unchi thee…aur

charo taraf abbu ne 5-5 foot unchi boundry banai hui thee…sirf sehan ki

taraf wali boundry 4 foot ki thee…kyon ki humare ghar ke samane khet

thee…isliye kheton se kissi ko bhee humari chhat nazar nahi aati thee…

main charpai par betha hua najeeba ka dhadakate hue dil ke sath intjaar

kar raha tha….

Uske ooper ki taraf aate hue kadamo ki ahaat bhee main saaf sun paa

raha tha….aur phir jaise hee wo ooper aye toh, main uska husan dekh

kar ek dum dhang reh gaya.. najeeba ne apne baalon ko khula chora hua

tha…halki ooper abb andhera chaane laga tha….lekin phir bhee main

use saaf dekh paa raha tha…wo abhi bhee orange color ke kameez aur

white color ke salwar pehane hue thee..wo mere samane aakar khadi ho

gaye…”aap ko mujse koi baat karni thee…” usne nazare jhukate hue

kaha….” Haan betho….” Maine charpai ki taraf ishara karte hue

kaha….toh wo mere bikul pass main beth gaye…wo bhee meri tarah

thoda nervous feel kar rahi thee…usne apne hatho ko apne thighs (rano ) ke ooper ghutno ke pass rakha hua tha…aur apne hatho ke unglyon ko

aaps main masal rahi thee….

Maine himmat karke jaise hee uske hath ke ooper apna hath rakha toh,

usne chonkate hue ek baar meri taraf dekha aur phir se nazare jhuka

lee…usne apne hathon ki unglyon ko alag kiya…jo thodi der pehale ulaji

hui thee…muje aisa lag raha tha ki, najeeba ne issliye apni hatho ko alag

kiya tha…tanki main uske hath ko apne hath main le sakun….maine uske

naram hath ko apne hath main liya aur uski taraf dekhate hue bola….” I

am really sorry najeeba…main bhut bura insaan hun…” main abb

najeeba ka reaction janna chatha tha..isliye chup ho gaya…”kiss liye…

aur aapko kisne kaha ki aap bure insaan hai….”

Mai: tumane….

Najeeba: kya maine…?

Mai: haan tumane kaha….

Najeeba: muj par itana bade gunah ka iljaam toh naa lagain…maine kab

kaha… (najeeba ka chehara utar chukka tha…wo abb bhee nazare

jhukaye hue bethi thee… agar main use kuch aur keh deta….toh shayad

wo rona shuru kar deti….)

Mai: mera matlab hai ki tumne bhale hee naa kaha ho….lekin tumhari

acchai ne muje iss baat ka yakeen dila diya hai ki, main kitana bura

insaan hun…aur tum kitani nek dil ho…jo mere har kadawi baaton ko

bhula kar hamesha mera dhayan rakhati aye ho… maine tumhe aur

tumhari ammi ko kya kya kuch nahi kaha…aur tum ne har uss waqt mera

sath diya…jab muje kissi apne ke sahare ke jaroorat hoti thee…muje

yaad hai.. jab main tum par gussa karta tha…tab bhee tumane mujse

narazgi nahi dikhai…tum sach main bhut acchi ho…

Maine dekha ki najeeba bade gore se meri taraf dekh rahi thee….aise

jaise use yakeen naa ho raha ki, jo wo sun rahi hai..wo sare alfaaz main

khud bol raha hun..yaan koi aur. “aap ko kya ho gaya….aaj aap aise baat

kyon kar rahe hai…?” nazeeba ke chehare ki ranagat abhi bhee uddi hui

thee….”kuch nahi….aaj jab main tumahre samane underwear main

khada tha…toh muje laga ki, tum mujse sakhati se naraz ho jaoge. Lekin

jaise tumane react kiya aur maamle ko sambhala….muje yakeen ho gaya

ki, mai aaj tak tumhare sath jaydaati karta aa raha hun….”

Najeeba: abb bas karain….main naa kabhi aapse pehale naraz hui

thee….aur naa agge kabhi hona hai….abb aise sad mood main naa

rahain….mood theek kar lejaye…

Mai: ok miss najeeba….(maine najeeba ka hath chorate hue kaha…)

lekin meri baat ek dum sach hai…tum sach main bhut acchi ho….aur….. Muje ahsaas hua ki, main kuch jayada hee bolane wala tha…lekin abb


najeeba ko bhee iss baat ka andaza ho gaya tha…”aur kya mr.

sameer….” Najeeba ne charpai se khade hote hue kaha…aur mere

samane akar khadi ho gaye…mai bhee charpai se khada ho gaya…”aur

khubsurat bhee….” Mere baat sunate hee najeeba ne Sharma kar nazare

jhuka lee….wo boli toh kuch naa…lekin uske honto par aye hui muskan

bhut kuch bayan kar rahi thee…

Raat ho chuki thee….abbu aur meri souteli ammi ghar aa chuke the…

main apni souteli maa nazia se kam hee baat karta tha….jab tak jaroori

kaam naa hota, main unse baat karane se parhej karta…main apne

kamare main betha study kar raha tha…ki najeeba muje khanne ke liye

bulane aye….toh maine use ye keh kar mana kar diya ki, muje abhi

bookh nahi hai….jab bhookh hogi main khud kitchen se khanna lekar kha

lunga…. Najeeba wapis chali gaye….mai phir se study main lag gaya…

kal Sunday tha….issliye sone ki jaladi nahi thee….abbu khanna kha kar

ek baar mere room main aye….

Abbu: tumhari padhai kaise chal rahi hai….?

Mai: jee theek chal rahi hai….

Abbu: dekho sameer iss baar tumhare board ke exam hai….agale saal

tumhara admission collage main hoga…aur main chatha hun ki, tumhara

admission kissi acche collage main ho….

Mai: jee abbu kosish toh mere bhe yahi hai…

Abbu: accha ye baato ki 12th ke baad tumane karne ka kya socha hai…

Mai: abbu main soch raha hun ki, main 12th ke baad se government job

ke liye try karna shuru kar dun….agar mili toh theek nahi mili toh study

continue karunga..aur agar mil gaye toh, sath main private graduation kar

lunga…

Abbu: accha soch rahe…chalo theek hai….tum padhai karo…

Ye keh kar abbu bahar chale gaye….abbu apne room main ja chuke

thee…najeeba aur apni ammi ke sath kitchen main bartan wahegaraha

saaf kar rahi thee…kareeb adhe ghanate baad wo dono bhee kaam

khatam karke apne room main chali gaye..maine apni books band ke aur

uth kar kitchen main chala gaya….apne liye thali main khanna daala aur

pani ke bottle aur ek glass lekar apne room main aa gaya….khanna

khane ke baad main bed par lait gaya…dophar ko bhee aaj so gaya

tha….isliye neend ka koi atapata nahi tha…maine aise hee khalyon main

laita hua tha ki, muje wo din yaad aa gaye…jab abbu ke kehane par

maine farook chacha ke ghar jana shuru kiya tha…

Muje farook chacha ke ghar jate hue kuch din gujar chuke thee….tab


Continue 

*

Post a Comment (0)